Aye Dushmane Deen ! Tune kis Qaum ko lalkaara Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng):

Allahu Akbar  Allahu Akbar 
Allahu Akbar  Allahu Akbar 
Le Ham bhi hein Saf-aara Le Ham bhi hein Saf-aara

Aye Dushmane Deen ! Tune kis Qaum ko lalkaara
Le Ham bhi hein Saf-aara Le Ham bhi hein Saf-aara

Aa dekh Ye Baazu , Baazu hein ke Talwaarein
Seene hein Jawaanon ke, Ya Aahani Deewarein
Mil jaati hein Qadmon se Kis tarha se Dastaarein
Ham Tujko deikhaa denge So baar ye Nazzara

Aye Dushmane Deen ! Tune kis Qaum ko lalkaara
Le Ham bhi hein Saf-aara Le Ham bhi hein Saf-aara

Jis Raah se aayegaa , Us raah se maareinge
Mud kar bhi na dekhegaa, Yun nashaa utaareinge
Ham maut ki waadi se yun Tujko guzaareinge
Is Qaum se ladhne ki himmat na ho dobaara

Aye Dushmane Deen ! Tune kis Qaum ko lalkaara
Le Ham bhi hein Saf-aara Le Ham bhi hein Saf-aara

Is Qaum ka har baccha, Allah ka Sipahi hai
Is khaak ka har Zarra , Taqdeere Ilaahi hai
Is khitte ka har Goshaa , Ik Zindaa gawaahi hai
Imaan ka hai Gehwaara , Imaan ka hai Gehwaara

Aye Dushmane Deen ! Tune kis Qaum ko lalkaara
Le Ham bhi hein Saf-aara Le Ham bhi hein Saf-aara

Aa dekh Ye Baazu , Baazu hein ke Talwaarein
Seene hein Jawaanon ke, Ya Aahani Deewarein
Mil jaati hein Qadmon se Kis tarha se Dastaarein
Ham Tujko deikhaa denge So baar ye Nazzara

हिंदी:


अल्लाहु अकबर अल्लाहु अकबर
अल्लाहु अकबर अल्लाहु अकबर
ले हम भी हैं सफ-आरा ले हम भी हैं सफ-आरा

ए दुश्मने-दीं तूने किस क़ौम को ललकारा
ले हम भी हैं सफ-आरा ले हम भी हैं सफ-आरा

आ देख ये बाज़ू , बाज़ू हैं के तलवारें
सीने हैं जवानों के , या आहनी दीवारें
मिल जाती हैं क़दमों से किस तरह से दस्तारें
हम तुझको दिखा देंगे सो बार ये नज़्ज़ारा

ए दुश्मने-दीं तूने किस क़ौम को ललकारा
ले हम भी हैं सफ-आरा ले हम भी हैं सफ-आरा

जिस राह से आएगा , उस राह से मारेंगे
मुड कर भी न देखेगा , यूँ नशा उतारेंगे
हम मौत की वादी से यूँ तुझको गुज़ारेंगे
इस क़ौम से लड़ने की हिम्मत ना हो दोबारा

ए दुश्मने-दीं तूने किस क़ौम को ललकारा
ले हम भी हैं सफ-आरा ले हम भी हैं सफ-आरा

इस क़ौम का हर बच्चा , अल्लाह का सिपाही है
इस ख़ाक का हर ज़र्रा , तक़दीर इलाही है
इस खित्ते का हर गोशा , इक ज़िंदा गवाही है
इमां का है गेहवारा , इमां का है गेहवारा

ए दुश्मने-दीं तूने किस क़ौम को ललकारा
ले हम भी हैं सफ-आरा ले हम भी हैं सफ-आरा

आ देख ये बाज़ू , बाज़ू हैं के तलवारें
सीने हैं जवानों के , या आहनी दीवारें
मिल जाती हैं क़दमों से किस तरह से दस्तारें
हम तुझको दिखा देंगे सो बार ये नज़्ज़ारा


Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasulallah Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(ENG) and हिंदी (HINDI)

Wo Mera Nabi hai - Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai - Lyrics - English Hindi Urdu

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics || Gulam Mustafa Qadri || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Sohna Aaya Te saj gaye ne galiyaan bazaar || सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI):

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)

Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics || तेरा खावां में तेरे गीत गावां या रसूलल्लाह || Owais Raza Qadri

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सल्लिम || مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ دَائِمًا أَبَدًا || Danish & Dawar || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI) & (URDU) اردو

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya || गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया || Lyrics || Haifz Tahir Qadri