Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya Lyrics

Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya
Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya

Konayn banaye gaye Sarkar ki Khateer
Konayn ki Khateer Tumhe Sarkar banaya

Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya
Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya

Kunji Tumhe di Apne Khazaanon ki Khuda ne
Mehboob kiya Maaliko Mukhtaar banaya

Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya
Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya

Aye Nazme Risalat ke chamakte hue Maqtaa
Tune hi Use Matlaa-e-Anwaar banaya

Aesa Tujhe Khaliq ne Tarahdaar banaya
Yusuf ko Tera Taalibe Deedar banaya

Har baat bad-aamaliyon se Meine bighaadi
Tumne Meri bighdi ko Har Waqt banaya

Aalam ke Salateen bhikaari hein bhikaari
Sarkaar banaya Tumhe Sarkaar banaya




Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला