Huzur Meri to sari bahar Aapse hai Lyrics || Hafiz Ahsan Qadri
Ya Rasoolallah Karam ho Ya Rasoolallah
Gham ka maara hun be-sahara hun Ya Rasoolallah
Huzur Meri to sari bahar Aapse hai
Mein be-karar tha Mera karar Aapse hai
Meri to hasti hi kya hai Mere Gharib Nawaz
Jo mil raha hai Muje sara Pyaar Aapse hai
Mein be-karar tha Mera karar Aapse hai
Kahan Wo Arze Madina kahan Meri hasti
Sattar Hazar Subho hein Sattart Hazar Sham
Yun bandagi-e-Zulfo Rukh Aanthon pahar ki hai
Masumon ko hai Umar mein sirf ek baar baari
Aasee pade rahe to Sala Umar bhar ki hai
Ye Hazari ka sabab baar baar Aapse hai
Mein be-karar tha Mera karar Aapse hai
Huzur Meri to sari bahar Aapse hai
Mahobbaton ka seela aese Kaun deta hai
Sunehri Jaaliyon me Kya nikhar Aapse hai
Mein be-karar tha Mera karar Aapse hai
Huzur Meri to sari bahar Aapse hai
Gunahgar hun Aaqa badi nadamat hai
Kasam Khuda ki Ye Mera Waqar Aapse hai
Mein be-karar tha Mera karar Aapse hai
Huzur Meri to sari bahar Aapse hai
Comments
Post a Comment