Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
mustafa jaan-e-rehmat pe laakhon salaam mustafa jaan-e-rehmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam door-o-nazdeek ke sunne waale woh kaan kaan-e-laale qaraamat pe laakhon salaam jis ke sajde ko mehrab-e-kaaba jhuki un bhavon ki lataafat pe laakhon salaam jis taraf uth gayi dam mein dam aa gaya us nigaah-e-inayat pe laakhon salaam n...
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
qalb-e-aashik hai ab paara-paara qalb-e-aashik hai ab paara-paara alwada alwada maah-e-ramzaan ulfat-e-hijr-o-furkat ne maara alwada alwada maah-e-ramzaan tere aane se dil khush hua tha aur zaukq-e-'ibaadat badhaa tha aah ! ab dil pe hai gham ka ghalba alwada alwada maah-e-ramzaan bazm-e-iftaar sajti thi kaisi khub saheri ki ronak bhi hoti ho gaya sab sama suna-suna alwada alwada maah-e-ramzaan be-karaari badhi jaa rahi hai hijr ki ab gadi aa rahi hai dil hua jaata hai paara-paara alwada alwada maah-e-ramzaan kuchh na husn-e-'amal kar saka hu.n nazr chand ashk mei.n kar raha hu.n bas yahi hai mera kul asaasa alwada alwada maah-e-ramzaan tujhpe laakho.n salaam maah-e-ramzaa.n tumpe laakho.n salaam maah-e-ghufraan jaao haafiz KHuda ab tumhaara alwada alwada maah-e-ramzaan jab guzar jaaeinge maah gyaaraah teri aamad ka phir shor hoga kya meri zindagi ka bharosa alwada alwada maah-e-ramzaan waasta tujhko pyaare nabi ka roz-e-maheshar hamei.n na bhul jaana roz-e-maheshar hamei.n...
madine ke aaqa ! salamun 'alaik madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik zamee.n me.n muhammad, zamaa.n me.n muhammad makee.n me.n muhammad, makaa.n mein Muhammad har ek shay me.n jalwa rasool-e-KHuda ka salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik gunaaho.n ne gera . khataao.n ne gera musibat ne gera , balaao.n ne gera bacha lijiyega , bacha lijiyega salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik hamari bhi qismat banaado nabiji nasibaa.n bhi soya jagaado nabiji hame.n apna roza dikhaa-dijiyega hame.n fir madina bula lijiyega salamun 'alayk, salamun 'alayk madine ke aaqa ! salamun 'alaik do 'aalam ke daata ! salamun 'alaik na daulat talab hai , na shohrat talab ha...
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
haajiyo.n ! mustafa se keh dena kamli waale ka naam le le kar be-sahaare salaam karte hei.n haajiyo.n ! mustafa se keh dena gham ke maare salaam karte he.n allah! allah! huzoor ki baatei.n marhaba ! rang-o-noor ki baate.n chaand jinki balaae.n leta hai aur sitaare salam karte hein zaaeer-e-taiba tu madine mein mere aaqa se itna keh dena pyaare aaqa rasool sun lijiye gham ke maare salam karte hein aye payaami ! meri qasam hai tuje 'arz karna rasool-e-akram se qalb-e-muztar ko hai huzoor tadap aur saare salam karte hein sabz-gumbad ka aankh mein manzar aur tasawwur mein aapka mimbar saamne jaaliyaa.n hein roze ki aur zahen se salaam karte hein allah! allah! Huzoor ke gesoo bhini-bhini mahekti wo khushbu jinse ma'moor hai f...
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
certainly touches heart.wow fe
ReplyDeleteeling blessed after listening...
certainly a heart touching neat . feeling so blessed after listening to it..
ReplyDelete