Meri Dhadkan mein Ya Nabi Meri Saanson mein Ya Nabi Lyrics

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Koi guftagu ho lab par Tera Naam aa gaya hai
Tera Zikr karte karte ya makaam aa gaya hai

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Dare Mustafa ka manzar Meri chashme Tar ke andar
Kabhi Subho aa gaya hai Kabhi Shaam aa gaya hai

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Jo Sakhi hein Duniya bhar ke Wo gada hein Unke Dar ke
Ke Karam ka Unke Hathon mein nizaam aa gaya hai

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Balagal Ulabi Kamalihi Kashafad-dujabi Jamalihi
Hasunat Jamee-o-Khisalihi Sallu-Alayhi Wa Aalihi

Jise pike Shaikh Saadi Balagal Ulaab pukaare
Mere Daste Na-tawaan mein Wohi Jaam aa gaya hai

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Wo Adeeb Jisne Mehshar mein barpa kiya hai Maheshar
Wo kahenge Aao dekho Wo Gulam aa gaya hai

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Aap Aaqaon ke Aaqa Aap hein Shahe Anam
Ya Rasulallah Mein hu Aapka Adna Gulam

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Muje Dar pe fir Bulana Madani Madine wale
Maye Ishq bhi pilana Madani Madine wale

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Ya Rasulallah ke Naare se Hamko Pyar hai
Jisne Ye Naara Lagaya Uska Beda Paar hai

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Mominon padte raho Tum Apne Aaqa par Durood
Hai Farishton ka Wazifa Assalatu WasSalam

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Mein Wo Sunni hun Jameele Qadry Marne ke baad
Mera Lasha bhi kahega Assalatu WaSsalam

Meri Dhadkan mein Ya Nabi
Meri Saanson mein Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu