Mein to nadaan tha Danishta bhi kya kya na kiya Lyrics

Mein to nadan tha Danista bhi kya kya na kiya
Laaj rakh li Mere Sarkar ne ruswa na kiya

Joli khali liye laute koi unke dar se
Ye kabhi unki sakhawat ne gawara na kiya

Wo ghar baithe hi mil jaata hai
Jo likhaa ho muqaddar mein
Jo qismat mein na likha ho
Wo milta hai Madine se

Jholi khali liye laute koi Unke dar se
Ye kabhi Unki sakhaawat ne gawaara na kiya

Jis taraf dekhiye Sarkaar nazar aate hein
Aesa lagta hai ke Sarkaar ne parda na kiya

Roshni jitni Teri yaad ne failayi hai
Maaho Khurshid ne bhi Itna ujaala na kiya

Ye bhi Allah ka ek khaas karam hai ke Waqqar
Jis pe khud shayda hai Uska hamein diwanaa kiya
Laaj rakh li Mere Sarkar ne ruswaa na kiya

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Husain Tumko Zamaana Salaam kehta hai Lyrics / हुसैन तुमको ज़माना सलाम कहता है / حسین! تم کو زمانہ سلام کہتا ہے

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام