Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka Lyrics


Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka
Jal raha tha Jala hai Jalega
Maslake Aala Hazrat ka naara
Lag raha hai hamesha Lagega

Bugzo Keena ka chashma laga kar
Najdiyon ne likha jo chhupa kar
Aam Hazrat se to bach gaya hai
Aala Hazrat se kaise bachega

Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka
Jal raha tha Jala hai Jalega

Bad'azaa jiski duniya mein shohrat
Hai Raza ka Salame Mahobbat
Marhaba Mustafa Jaane Rehmat
Jhum kar uska aashiq padega

Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka
Jal raha tha Jala hai Jalega

Mustafa ki inayat se pyare
Gause Aazam ki barkat se pyare
Ahle Sunnat ki bazar mein ab
Aala Hazrat ka sikka chalega

Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka
Jal raha tha Jala hai Jalega

Gauso Khwaja ki beshak ata hai
Hind mein ek Ahmad Raza hai
Ahle Sunnat ka jo muktada hai
Wo Bareli Tum ko milega

Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka
Jal raha tha Jala hai Jalega

Ishq-e-Ahmad ka mafhoom kya hai
Najdiyon Tumko malum kya hai
Aala Hazrat ke paikar meind dekho
Ishq-e-Ahmad ka jalwa milega

Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka
Jal raha tha Jala hai Jalega

Hath malte rahe malne wale
Lakh jalte rahe jalne wale
Gauso Khwaja ke lutfo karam se
Aala Hazrat ka danka bajega

Jo Bhi dushman hai Mere Raza ka
Jal raha tha Jala hai Jalega


Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu