Rasoole do alam karam kijiyega Lyrics

Rasoole do alam karam kijiyega
Dame naz'a jalwa dikha dijiyegaMeri rooh aaknhon mein khich aaye jis dam
Zara rukh se parda utha dijiyega
Muje apne qadmon mein ae sarware deen
Bula lijiyega bula lijiyega

Bula kar madine mein shahe madina
Jamale mubarak dikha dijiyega
Safina bhanwar mein fasa hai hamara
Ise paar aqa laga dijiyega

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Eng & Hindi Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)