Nabi hamare bane hein dulha Lyrics
Nabi hamare bane hein dulha
Wo sarvare kishvare risalat
Jo arsh par jalvagar hue the
Naye nirale tarab ke samaan
Arab ke mehmaan ke liye the
Nabi hamare bane hein dulha
Bahar hai shadiyan mubarak
Chaman ko aabadiyan mubarak
Malak falak apni apni leh mein
Ye gur ana dil ka bolte the
Nabi hamare bane hein dulha
Waha falak par yaha zameen mein
Rachi thi shadi machi thi dhoomein
Udhar se anwar hanste aate
Idhar se naf'hat uth rahe the
Nabi hamare bane hein dulha
Khushi ke badal umat ke aaye
Dilon ke taoos rang laaye
Wo nagma e naat ka sama tha
Haram ko khud vajd aa rahe the
Nabi hamare bane hein dulha
Gubar ban kar nisar jayen
Kaha us rah guzar ko payen
Hamare dil huriyon ki ankhen
Farishton ke par jahan bichhe the
Nabi hamare bane hein dulha
Utar kar unke rukh ka sadka
Wo noor ka bat raha tha bada
Ke chand suraj machal machal kar
Jabeen ki khairat mangate the
Nabi hamare bane hein dulha
Namaz e Aqsa mein tha yahi sir
Iyaan hun ma'na avval akhir
Ke dat bastan hein pichhe hazir
Jo saltanat aage kar gaye the
Nabi hamare bane hein dulha
Nabi e Rehmat shafi e ummat
Raza pe lillah ho inayat
Ise bhi in khil'aton se hissa
Jo khas rehmat ke vaan bate the
Nabi hamare bane hein dulha
Wo sarvare kishvare risalat
Jo arsh par jalvagar hue the
Naye nirale tarab ke samaan
Arab ke mehmaan ke liye the
Nabi hamare bane hein dulha
Bahar hai shadiyan mubarak
Chaman ko aabadiyan mubarak
Malak falak apni apni leh mein
Ye gur ana dil ka bolte the
Nabi hamare bane hein dulha
Waha falak par yaha zameen mein
Rachi thi shadi machi thi dhoomein
Udhar se anwar hanste aate
Idhar se naf'hat uth rahe the
Nabi hamare bane hein dulha
Khushi ke badal umat ke aaye
Dilon ke taoos rang laaye
Wo nagma e naat ka sama tha
Haram ko khud vajd aa rahe the
Nabi hamare bane hein dulha
Gubar ban kar nisar jayen
Kaha us rah guzar ko payen
Hamare dil huriyon ki ankhen
Farishton ke par jahan bichhe the
Nabi hamare bane hein dulha
Utar kar unke rukh ka sadka
Wo noor ka bat raha tha bada
Ke chand suraj machal machal kar
Jabeen ki khairat mangate the
Nabi hamare bane hein dulha
Namaz e Aqsa mein tha yahi sir
Iyaan hun ma'na avval akhir
Ke dat bastan hein pichhe hazir
Jo saltanat aage kar gaye the
Nabi hamare bane hein dulha
Nabi e Rehmat shafi e ummat
Raza pe lillah ho inayat
Ise bhi in khil'aton se hissa
Jo khas rehmat ke vaan bate the
Nabi hamare bane hein dulha
Comments
Post a Comment