Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge Lyrics || Hafiz Tahir Qadri
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Hazri e Tayba do Ham Garib logon ko
Jeene ka sahaara do Ham Garib logon ko
Be wafaa Zamane ne Dar badar kiya Hamko
Qadmon mein thikaana do Ham Garibon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Ek Roz hoga jaana Sarkar ki Gali mein
Hoga wahin thikaana Sarkar ki Gali mein
Go paas kuchh nahi hai lekin ye dekh lega
Ek Din Muje zamaana Sarkar ki Gali mein
Samjenge Ham Niyaazi Unki karam nawaazi
Jis Din hue rawaana Sarkar ki Gali mein
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Ro raha hun Mein kab se door hun Madine se
Aane ka Ishara do Ham garib logon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Tayba ke jaane waale jaakar bade adab se
Mera bhi kissa e gham kehne Shahe Arab se
Kehna ke Shaahe Aalam Ek ranjo gham ka maara
Donon Jahan mein jiska hein Aap hi sahaara
Halaate pur Alam se Is dam guzar raha hai
Aur kampte labon se fariyad kar raha hai
Baare Gunah Apna hai dosh par uthaye
Koi nahin hai Aesa jo puchhne ko aaye
Seene mein hai andhera Dil hai Siyah kala
Ye Sab Meri hakikat Sarkar ko sunana
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Aur Ham kahan jayein Ham Tere bhikari hein
Faatma ka sadka do Ham Garib logon ko
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Hazri e Tayba do Ham Garib logon ko
Jeene ka sahaara do Ham Garib logon ko
Be wafaa Zamane ne Dar badar kiya Hamko
Qadmon mein thikaana do Ham Garibon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Ek Roz hoga jaana Sarkar ki Gali mein
Hoga wahin thikaana Sarkar ki Gali mein
Go paas kuchh nahi hai lekin ye dekh lega
Ek Din Muje zamaana Sarkar ki Gali mein
Samjenge Ham Niyaazi Unki karam nawaazi
Jis Din hue rawaana Sarkar ki Gali mein
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Ro raha hun Mein kab se door hun Madine se
Aane ka Ishara do Ham garib logon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Tayba ke jaane waale jaakar bade adab se
Mera bhi kissa e gham kehne Shahe Arab se
Kehna ke Shaahe Aalam Ek ranjo gham ka maara
Donon Jahan mein jiska hein Aap hi sahaara
Halaate pur Alam se Is dam guzar raha hai
Aur kampte labon se fariyad kar raha hai
Baare Gunah Apna hai dosh par uthaye
Koi nahin hai Aesa jo puchhne ko aaye
Bhatka hua Musafir manzil ko dhundhta hai
Taarikiyon mein Maahe kaamil ko dhundhta hai
Taarikiyon mein Maahe kaamil ko dhundhta hai
Seene mein hai andhera Dil hai Siyah kala
Ye Sab Meri hakikat Sarkar ko sunana
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Aur Ham kahan jayein Ham Tere bhikari hein
Faatma ka sadka do Ham Garib logon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Ab to Maahe Ramzaan mein ronake Madine ki
Dekhne ka mauka do Ham Garib logon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Soz bas Madine ka ho Dile Ujaagar mein
Ishq mein tadapna do Ham Garib logon ko
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Ab to Maahe Ramzaan mein ronake Madine ki
Dekhne ka mauka do Ham Garib logon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Soz bas Madine ka ho Dile Ujaagar mein
Ishq mein tadapna do Ham Garib logon ko
Ham Madine jaayenge Haale Dil Sunayenge
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Bhar gayaa Hamara Dil Is Jahaan se
Comments
Post a Comment