Skip to main content

Zamino Zama Tumhare Liye
Zamino Zama Tumhare Liye
Makin o Makaa Tumhare Liye
Chunin o Chunaa Tumhare Liye
Bane Do Jaha Tumhare Liye

Dahan mai Zubaa Tumhare liye
Badan mai hai Jaa Tumhare liye
Ham aae yaha Tumhare liye
Uthe Bhi vaha Tumhare liye

Kaleem o Najee Masih o safee
Khaleel o Razee Rasul o nabi
Akeek o Vasee Gani o Ali
Sana ki Zabaa Tumhare liye

Asalat-e-kul Amamat-e-kul
Siyadat-e-kul Amarat-e-kul
Hukumat-e-kul vilayat-e-kul
Khuda ke yaha Tumhare liye

Tumhari Chamak Tumhari damak
Tumhari jalak Tumhari mahak
Zameen o Falak Samak o Samak
Mai sikka nishaa Tumhare liye

Ye Shams o kamar Sham o sahar
Ye barg o shajar Ye baag o samar
Ye tigo sapar Ye Taaj o kamar
Ye hukm-e-Ravaa Tumhare liye

Na Rooh-e-Amee Na Arsh-e-baree
Na loh-e-mubee koi bhi kahi
Khabar hi nahi Jo Ramzein khuli
Azal ki naha Tumhare liye

Jina mai chaman Chaman mai Saman
Saman mai faban Faban Mai Dulhan
Saza-e-Mahan Pe ese minan 
Ye Aman o Amaa Tumhare liye

Khalil o  Najee Maseeh o Safee 
Sabhi se kahi kahi bhi nahi
Ye be khabari ke khalk firi
Kaha se kaha Tumhare liye

Ishare se chand Cheer diya
Chhupe hue khur ko fer  diya
Gae hue din ko asr kiya 
Ye Taab o Tama tumhare liye

Saba Vo chale ke baag fale
Vo ful khile ke din ho bhale
Lava ke tale sana mai khile
RAZA ki Zabaa Tumhare liye

Popular posts from this blog

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim Sabse Ula wa Aala Hamara Nabi Sabse bala wa Wala Hamara Nabi Apne Maula ka Pyara Hamara Nabi Donon Aalam ka Dulha Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim Lakhon aaye yahan aur lakhon gaye Unche Unche Shahenshah yaha na rahe Kitne diye jale jalke fir buj gaye Kya khabar kitne Taare khile chhup gaye Par na dube na duba Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim Jinke Talwon ka dhowan hai Aabe Hayat Hai Wo Jaane Masiha Hamara Nabi Khalk se Auliya Auliya se Rusool Aur Rasoolon se aala Hamara Nabi Kaun deta hai dene ko Munh chahiye Dene wala hai saccha Hamara Nabi Ghamzadon ko Raza Muzda dijiye ke hein Bekason ka Sahara Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Karo door har gham Salam Assalam Har aankh hoke purnam salam Assalam Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Rabb ne bade pyar se me'raaj mein kaha Rehne do na'layn ko aa jaao mustafa Kadam e Muhammad ko liya arsh ne bosa Jhum uthe sare malaik w marhaba Mange jo nabi rabb ne wo diya Rabb ne jo diya nabi ne wo liya Jhuka arsh e Aazam Salam Assalam Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Aap ne jo kar diya ungali ka ishara Chaand do tukde hua kurban ho gaya Jab namaz e asar ali ki hui kaza Aap ne suraj ko dubara palat diya Aap jo kiye mo'ajaze bane Aap jab chale do jahan juke Mera sar bhi hai kham Salam Assalam Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Ya nabi ab hind mein mushkil hua jina Nazre karam se hamen bulwayen madina Paas hamare na koi maalo zar hai Mujse badi door madine ka safar hai Der na karo jald

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Hajj ka Sharaf ho fir ata Ya Rabbe Mustafa Meetha Madina fir dikha Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Rukh Soo-e-Kaaba Hath mein Zamzam ka Jaam ho Pee kar karun Mein fir Dua Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Roti rahe jo Har Gadi Ishke Rasool mein Wo Aankh de de Ya Khuda Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Mere Maula Karam ho Karam Mere Maula Karam ho Karam De de Tawafe Khana-e-Kaaba ka fir Sharaf Farma Ye Pura Mudd'aa Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Aankhon mein Jalwa Shah ka Aur Lab pe Naat ho Jab Rooh Tan se ho Juda Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Firdos mein Pados