Shaheed Mar Nahi Sakta Hussain Zinda Hai


Shaheed Mar Nahi Sakta Hussain Zinda Hai
Nabi Ki Aal Ka Dulha Hussain Zinda Hai

Yazeed Dafn Tabood-E-Zulm Main Ab Bhi
Wafa Ke Bagh Main Mera Hussain Zinda Hai

Shaheed Zinda Hai Lekin Hame Shaoor Nahi
Ye Marte Marte Bhi Kehna Hussain Zinda Hai

Hussain Tere Laaho Se Khila Hai Qulshan-E-Deen
Hamara Deen Hai Zinda Hussain Zinda Hai

Inhai To Rizq Diya Jata Hai Suno Logo
Sada Gumaan Ye Rakna Hussain Zinda Hai

Kaho Wo Murda Hai Unko Jo Murda Kehta Hai
Hussain Zinda Hai Zinda Hussain Zinda Hai

Utar Rahai Hai Ziyarath Ke Waste Qudsi
Lahad Main Aaj Bhi Mera Hussain Zinda Hai

Wo Karbala Main Ujagar Shahadat-E-Sabbir
Laaho Ke Chite Hai Taza Hussain Zinda Hai

Zara Tum Dekho Hassan Neze Par Hussain Ka Sar
Tilawat-E-Quraan Main Tha Hussain Zinda Hai

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर