Sarvar Kahu Ke Malik-o-Maula Kahu Tuje


Sarvar Kahu Ke Maalik-o-Maula Kahu Tuje
Baag-e-Khalil Ka Ghul-e-Zaiba Kahu Tuje

Sub'h-e-Vatan Pe Shaam-e-Gharibaa Ko Du Sharaf
Be-Kas Navaz Ghaisuo Vala Kahu Tuje

Allah Re Tere Jism-e-Munavvar Ki Taabishien
Ae Jaan-e-Jaa Mai Jaan-e-Tajallah Kahu Tuje

Mujreem Hu Apne Afv Ka Samaa Kahu Shaha
Yani Shafee-e-Roze Jaza Ka Kahu Tuje

Tere To Vasf Aib-e-Tanahi Se Hai Bari
Haira Hu Mere Shah Me Kya Kya Kahu Tuje

Keh Legi Sab Kuchh Unke Sana Khvan Ki Khamoshi
Chup Ho Raha Hai Keh Ke Mai Kya Kya Kahu Tuje

Lekin RAZA Ne Khatm-e-Sukhan Is pe Kar Diya
Khalik Ka Banda Khalk Ka Aqa Kahu Tuje

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Chamak Tujhse Pate hain Sab Pane Wale Lyrics / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले / with Tazmeen

Mere Gyarwi wale Peer Ghaus-e-aazam Dastageer Lyrics / मेरे ग्यारवी वाले पीर, गौसे आज़म दस्तगीर

Tumne Shahe Jilan Mujhe Baghdad bulaya Lyrics in English Hindi Urdu / तुमने शह-ए-जिलान ! मुझे बग़दाद बुलाया