Rah-e-Irfaa Se Jo Ham Nadeeda Ruh Mehram Nahi
Rah-e-Irfaa Se Jo Ham Nadeeda Ruh Mehram Nahi
Mustafa Hai Masnad-e-Irshad Par Kuchh gam Nahi
Hun Musalmaa Garche Nakis Hi Sahi Ae Kaamilon !
Maahiyat Paani Ki Akhir Yam Se Nam Mai Kam Nahi
Gunche Ma Avha Ke Jo Chatke Dana Ke Baag Mai
Bulbul-e-Sidra Ki Akhir Yam Se Nam Mai Kam Nahi
Isme ZamZam Hai Ke Tham Tham Is Mai Jam Jam Hai Ke Paish
Kasrat-e-Kausar Mai ZamZam Ki Tarha Kam Kam Nahi
Inko Be Mange Mila Unko Ragad Kar Aediya
Maalik-e-Kausar Ka Hamsar Sahib-e-ZamZam Nahi
Esa Ummi Kis Liye Mannat Kase Ustaad Ho
Kya Kifayat Isko Iqra Rabbukal Akram Nahi
Hai Unhi Ke Dam Kadam Se Baag-e-Alam Mai Bahar
Vo Na The Alam Na Tha Ghar Vo Naho Alam Nahi
Saya-e-Divaar o Khake Dar Ho Ya Rabb Aur RAZA
Khvahish-e-Dayheem-e-Kaysar , Shok-e-Takhte Jam Nahi
Watch This Naat Video .....
Comments
Post a Comment