Hoga Ek Jalsa Hashr Mai Esa



Hoga ek jalsa hashr me aisa
Jisme sarkar ki azmat pe khitabat hogi
Sadr-e-Mehshar hamara Rab hoga
Hazrat-e-Bulbul e Sidra ki nekabat hogi

Hoga sar Mustafa ka sajde me
Jab pareshani ke aalam me yeh ummat hogi
Rab kahega yeh mera wada hai
Usko bakhshunga teri jisme Mohabbat hogi

Mai Padhunga Hadaik e Bakshish
Jalsa e Hasr me gar Mujh Ko Izazat Hogi
Sunke naara lagaenge Sunni
Aur wahabi ke liye Dohri qayamat hogi

Ye Vassiyat hai ek mujaddid ki
Kad ki mikdar mai gehri meri Turbat Hogi
Uth Saku Mai pae adab fauran
Jis gadi kabr mai aqa ki ziyarat hogi

Ala Hazrat bulaye jayenge
Jab waha Hind ke Hassan ki hajat hogi
Tu hai ek Razvi Naat Khwan FAIZI
Isliye teri bhi us jalse me shirkat hogi

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu