Arsh Ki Akl Dang Hai Charkh Mai Aasaman Hai Lyrics




Arsh Ki Akl Dang Hai Charkh Mai Aasaman Hai
Jane Murad Ab Kidhar Haae Tera Makan Hai

Bazm-e-Sana-e-Zulf Mai Meri Urus-e-Fikr Ko
Saari Bahar-e-Hasht Khuld Chhota Sa Itr Daan Hai

Arsh Pe Taaza Ched Chad Farsh Pe Turfa Dhum Dham
Kaan Jidhar Lagaiye Teri Hi Dastaan Hai

Vo Jo Na The To Kuchh Na Tha Vo Jo Na Ho To Kuchh Na Ho
Jaan Hai Vo Jahan Ki Jaan Hai To Jahan Hai

Ghod Mai Aalam-e-Shabaab Haal-e-Shabaab Kuchh Na Puchh
Gulbun-e-Baag-e-Noor Ki Aur Hi Kuchh Uthan Hai

Shan-e-Khuda Na Saath De Un(jis) Ke Khiraam Ka Vo Baaz
Sidra Se Taaz Mai Jise Narm(Halki) Si Ek Udaan Hai

Baar-e-Jalal Utha Liya Garche Kaleja Shak Hua
Yun To Ye Mah-e-Sabz Rang Nazron Mai Dhan Paan Hai

Khauf Na Rakh RAZA Zara Tu To Hai Abd-e-Mustafa
Tere Liye Aman Hai Tere Liye Aman Hai








Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mere Muhammad Pyaare Bane hein Dulha || मेरे मुहम्मद प्यारे बने हैं दूल्हा || Qasida-e-Meraaj || Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Sare La-Makaan se Talab hui Lyrics | Balaghal Ula bi Kamalihi Lyrics / सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا