Aariz-e-Shamso Kamar Se Bhi Hai Anwar Aediya


Aariz-e-Shamso Kamar Se Bhi Hai Anwar Aediya
Arsh Ki Ankhon Ke Taare Hai Vo Khushtar Aediya

Unka Mangata Paao Se Thukrade Vo Duniya Ka Taaj
Jiski Khatir Mar Gae Muneem Ragad Kar Aediya

Taaj Ruhul Qudus Ke Moti Jise Sajda Kare
Rakhti Hai Wallah Vo Paakiza Gohar Aediya 

Ek Thokar Mai Ohad Ka ZalZala Jata Raha
Rakhti Hai Kitna Wakkar Allahu Akbar Aidiya

Ae RAZA Tufaane Mahshar Ke Talatum Se Na Dar
Shaad Ho ! Hai Kishti-e-Ummat Ko Langar Aediya



Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا