Roman(ENG): Teri Jaliyon ke niche Teri Rehmaton ke saye Jise dekhni ho Jannat Wo Madina dekh aaye Kesi wahan ki Raatein Kesi wahan ki Baatein Unhe Puchhlo Nabi ka jo Madinah dekh aaye Na ye Badshahi se hai na ye baat maalo Zar ki Wohi jaata hai Madine Aaqa jise bulayein Roze ke Saamne mein Ye Duaaein mangata tha Meri jaan nikal to jaae ye sama badal na jaae Taybah ke Aye Musafir ! Tumhein deta hun Duaaen Dare Mustafa pe jakar Tu jahan ko bhul jaae Wo ZAHURI Yaar Mera Wohi gham gusar Mera Meri qabr par jo aakar Naate Nabi sunaae हिंदी(HINDI): तेरी जालियों के निचे, तेरी रहमतों के साये जिसे देखनी हो जन्नत, वो मदीना देख आये कैसी वहां की रातें, कैसी वहां की बातें उन्हें पुछलो नबी का जो मदीना देख आये न ये बादशाही से है, न ये बात मालो ज़र की वो ही जाता है मदीने आक़ा जिसे बुलाएं रोज़े के सामने में ये दुआएं मांगता था मेरी जान निकल तो जाए, ये समां बदल न जाए तयबाह के अये मुसाफिर ! तुम्हें देता हूँ दुआएं दरे मुस्तफा पे जा कर तू जहाँ को भूल जाए वो ज़हूरी यार...