Posts

Showing posts with the label yad mai jiski

Yaad mein Jiski nahin Hoshe Tano Jaan Ham ko Lyrics / याद में जिसकी नहीं होश-ए-तन-ओ-जां हमको

yaad mein jiski nahin hosh-e-tan-o-jaan ham ko yaad mein jiski nahin hosh-e-tan-o-jaan ham ko phir dikha de wo rukh aye mehr-e-farozaan! ham ko dair se aap mein aana nahin milta hai hamein kya hi khud-rafta kiya jalwa-e-janaan! ham ko jis tabassum ne gulistaan pe giraai bijli phir dikhade wo ada-e-gul-e-khanda ham ko jab se aankhon mein samaai hai madine ki bahaar nazar aate hein khazaan-dida gulistaan ham ko ser-e-gulshan ko aseeraane-qafas ko kya kaam na de takleef-e-chaman bulbul-e-bostaan ham ko paaon girbaal hue raah-e-madina na mili ae junun! ab to mile rukhsat-e-zindaan ham ko chaak-e-damaan mein na thak jaaiyo aye dast-e-junun! purze karna hai abhi jaib-o-girebaan ham ko mere har zakhm-e-jigar se ye nikalti hai sada ae maleeh-e-arabi! karde namakdaan ham ko aye raza! wasf-e-rukh-e-paak sunaane ke liye nazar dete hein chaman, murgh-e-ghazal-khwaan ham ko याद में जिसकी नहीं होश-ए-तन-ओ-जां हमको य...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Har Desh mein gunjega Ab Ya Rasool-allah Lyrics Full / हर देश में गूंजेगा, अब या रसूलल्लाह / ہر دیش میں گونجے گا، اب یا رسول اللہ

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए