Jaha bhi jaun nazar me rehta hai aapka darbar lyrics ~ Mere Sarkar ~ English Hindi
jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar mere sarkaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar bulaawa bhejei.n to aaye taibaa, ye aapka hubdaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar mere jo andar ki ye tadap hai, yahi hai meri hayaat isi tadpne to zindagi ki bana rakkhi hai ye baat yaqeen-e-qaamil hai do jahaa.n mei.n hai aapki sarkaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tamanna hai roz-e-mahshar ho aapka deedaar isi waseele se do jahaa.n ke charaag jalte hei.n sabhi jahaano.n ke kaarkhaane isi se chalte hei.n nigaah mujh-ko bhi ek karam ki hai aapki darkaar jahaa.n bhi jaau.n, nazar mei.n rehta hai aapka darbaar yahi tama...