is karam ka karun shukr kaise ada - English Naat Style Naat-Khwaan: Saiyyad Hasanullah Husaini ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! ya rasulallah! is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah gham-e-aashiqi se pahele mujhe kaun jaanta tha tere ishq ne bana di meri zindagi fasaana shukr kaise ada... is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya main sajaata hun sarkar ki mahefilein mujhko har gham se rab ne baree kar diya saiyyadi ya rasulallah! saiyyadi ya habiballah lamha lamha hai mujh par nabi ki ata doston! aur maula se maangun main kya kya ye kam hai ke mere khuda ne mujhe apne mahboob ka ummati kar diya is karam ...