Posts

Showing posts with the label lage he par safine

Huzur ka sadqa Lyrics || Farhan Qadry || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Roman(Eng) : Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Rabi-Un-Noor ho , Ramazaan ya Muharram ho Mile hein saare Mahine Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Gulaame Aale Muhamad hun Meri joli mein Hein Rehmaton ke Khazeene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Liya jo Naam Nabi ka to dur dard hue Gamon ko aaye paseene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Agar che Mein hun gunaahgar pur-khata lekin Chadunga Khuld ke zeene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa Sohail Mere muqaddar ke Taaj par dekho Jade hein kaise nageene Huzur ka sadqa Lage hein paar safine Huzur ka sadqa Mein ja raha hun Madine Huzur ka sadqa हिंदी (Hindi) : लगे हैं पार सफ़ीने हुज़ूर का सदक़ा में जा रहा हूँ मदीने हुज़ूर का सदक़ा रबिउन्नूर हो , रमजान या मु...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed Lyrics / लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक / لبّیک اللّٰھم لبّیک / Lyrics

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर