Posts

Showing posts with the label faizy

Mustafa Aap ke jaisa koi aaya hi nahin Lyrics / मुस्तफ़ा आप के जैसा कोई आया ही नहीं

mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahin Naat Khvaan : Hafiz Tahir Qadry mustafa aap ke jaisa koi aaya hi nahin aata bhi kaise jab allah ne banaya hi nahin koi sani na hai rab ka na mere aaqa ka ek ka jism nahin ek ka saya hi nahin zulf wallayl hai, rukh wadduha mazaad aakhein is tarha rab ne kisi ko bhi sajaaya hi nahin aap ne jab se nawaza hai ya rasulallah maine daaman kisi chokhat pe bichhaya hi nahin jisne sarkar ke chehre ki ziyaarat ki hai us ki nazron mein koi aur samaaya hi nahin laut kar aa gaya makke se madine na gaya kaise jata tujhe aaqa ne bulaya hi nahin jabse darwaze pe likha maine aala-hazrat koi gustakh-e-nabi ghar mere aaya hi nahin jab talak pusht pe shabbir rahe aye faizi sar ko sajde se payambar ne uthaya hi nahin मुस्तफ़ा आप के जैसा कोई आया ही नहीं मुस्तफ़ा आप के जैसा कोई आया ही नहीं आता भी कैसे जब अल्लाह ने बनाया ही नहीं कोई सानी न है रब का, न मेरे आका का एक का जिस्म नहीं, एक का साया ही नहीं ज़ुल्फ़ “वल्...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला