Posts

Showing posts with the label bilal aaris

Aalam ne rang badla Mausam hue suhane Lyrics

Aalam ne rang badla Mausam hue suhane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Khushiyan bikhar rahi hein Bajte hein Shadiyane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Allah ki hai Rehmat Milad ki Mahobbat Karo khub is ka charcha Jo mili hai Tumko ne'mat Quran ne ye sikhaya Mere Rabb ka fazl paya Isi waste jahan mein galiyon ko hai sajaya Naye ho gaye hein dekho raste jo the purane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Aalam ne rang badla Mausam hue suhane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Aadam ne payi Barkat Tere Naam ke badolat Tu Dua Khalil ki hai Isa ki Tu bisharat Jitne Nabi bhi aaye Teri Mad'ha ko Sunaya As'hab Auliya ne Milad ko manaya Palte rahenge Tere Tukdon pe har zamane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Aalam ne ran...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला