kitna pyara hai madina wo mere aaqa ka kitna pyara hai madina wo mere aaqa ka aman wala hai safina wo mere aaqa ka jispe nazil kiya quraan khuda ne apna khub sinon mein hai sina wo mere aaqa ka dhool kadmon ke tale jo bhi hai aayi unke zarra zarra hai nagina wo mere aaqa ka aks kirdare muhammad ka milega unme har sahabi hai aayina wo mere aaqa ka sath roze mein bhi soye hein jo khusrane nabi sath chhodenge kabhi na wo mere aaqa ka arsho kursi se bhi uncha hai usi ka rutba rashke jannat hai dafina wo mere aaqa ka in gulabon mein bhi abid na mahek hai wesi kya mu'attar hai pasina wo mere aaqa ka कितना प्यारा है मदीना वो मेरे आका का कितना प्यारा है मदीना वो मेरे आका का अमन वाला है सफ़ीना वो मेरे आका का जिसपे नाज़िल किया क़ुरआन ख़ुदा ने अपना ख़ूब सीनों में है सीना वो मेरे आका का धूल क़दमों के तले जो भी है आई उनके ज़र्रा ज़र्रा है नगीना वो मेरे आका का अक्स किरदार-ए-मुहम्मद का मिलेगा उनमें हर सहाबी ...