Posts

Showing posts with the label attar mankabat

Duniya bhar mein Fazle Rabb se charche hein Attar ke Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng) : Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Badhe Badhe Gun Gaate hein , Inke Suthre Kirdar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Mere Murshid , Sohne Murshid , Zulfein Jinki Pyaari Sarpe Sabz Imama hai , Chehre pe Pyari Dahdi Roohani Jalwe hein Mere Murshid ke Rukhsar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Darse Shariyat dene wale Mere Shaikhe Tarikat hein Gause Paak ke Sadke mein Waliyon se rakhte aqeedat hein Pakke Razwi Aashiq hein Ye Nabiyon ke Sardar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Sindhi , Balochi , Kishto , Punjabi ka Sab Fark Mitaaya hai Jo bhi Aaya Paas mein Inke Usko Gale Lagaaya hai Murshid Unse Pyar hein Karte Jo Aashiq Sarkar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Paygame Sunnat ko Duniya bhar mein Yun Pahunchaya hai Jo bhi Bola Uspe Pehle Karke Amal Dikhaya hai Asia , Yorop Wale hein Gardeeda Inke Pyar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Inke Chaahne Wale...

Peer Mera Peer Mera Peer Mera Lyrics

Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Kali Zulfein Sabz Imama Kurta Sufed hai kitna Pyara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Kitne banaye Aalimo Hafiz Kitno ko hai Tumne sawara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Mujko sambhalo Murshid bachalo Marze Gunah ne Mujko mara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا