Posts

Showing posts with the label attar

Mere Attar zindabad Mere Dildar zindabad Lyrics / मेरे अत्तार ज़िन्दाबाद मेरे दिलदार ज़िन्दाबाद

mere attar zindabad mere dildar zindabad - English mere attar zindabad mere dildar zindabad ae ameer e ahle sunnat teri shaukat zindabad tujh se duniya bhar mein hai deen ki nish’at zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad tere dam se aayi vo deen o shari’at ki bahaar aala hazrat zindabad aur sadr ush shari’at zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad teri majlis gaye mai gaye jo ban gaye saaleh saheer no jawan par ho tera faizan e sohbat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad kaash sunni saath tere mil ke aage badhte jaaye past ho a’da ki quwwat aur sunnat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad kaam tera goya pathrili zameen par mehr-e-she’r tu rahe rakhshinda painda salamat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad qadri afwaaj hai ye jo hai masroof e amal mai samajhta hoon tujhe razvi karaamat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad zaahir o baatil ja...

Itre sunnat bantata hai aye mere Attar Tu lyrics / इत्र-ए-सुन्‍नत बाँटता है ऐ मेरे अत्तर तू

itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu sari duniya ke kinaron se sada aane lagi ban chuka hai aashikon ka qafila salaar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu tu jahaan ke aashikon ke dil ki dhadkan ban gaya murshid aisa itr laga do batin-zahir sab mehka do aal ka sadqa nek bana do shukhri hove main tol itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu ahl-e-shar wo gham kare ahl-e-sunan ko gham nahin fitna-e-batil ki rah mein ban gaya diwaar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu roshni ye bhar ke aalam ki fiza par chha gayi mash'al-e-ahmad raza hai aur mash'al daar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu badr mein is ahad mein dekha na tujhsa dusra noori imama noori dadi faiz ena da jag te jari turjandene jede paase aejanda ae shor ...

Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng) : Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Badhe Badhe Gun Gaate hein , Inke Suthre Kirdar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Mere Murshid , Sohne Murshid , Zulfein Jinki Pyaari Sarpe Sabz Imama hai , Chehre pe Pyari Dahdi Roohani Jalwe hein Mere Murshid ke Rukhsar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Darse Shariyat dene wale Mere Shaikhe Tarikat hein Gause Paak ke Sadke mein Waliyon se rakhte aqeedat hein Pakke Razwi Aashiq hein Ye Nabiyon ke Sardar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Sindhi , Balochi , Kishto , Punjabi ka Sab Fark Mitaaya hai Jo bhi Aaya Paas mein Inke Usko Gale Lagaaya hai Murshid Unse Pyar hein Karte Jo Aashiq Sarkar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Attar ke Paygame Sunnat ko Duniya bhar mein Yun Pahunchaya hai Jo bhi Bola Uspe Pehle Karke Amal Dikhaya hai Asia , Yorop Wale hein Gardeeda Inke Pyar ke Duniya Bhar mein Fazle Rabb se Charche hein Atta...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Imdad kun Imdad kun Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है