Posts

Showing posts with the label altaf naat

Hale Dil Kisko Sunaye Aap ke hote hue || हाले दिल किसको सुनाएं आप के होते हुए || Lyrics

Roman(Eng) : Normal: Haale Dil Kisko Sunaye Aap ke hote hue Kyun kisi ke Dar pe jaayein Aap ke hote hue Mein Gulame Mustafa hun Ye Meri Pehchan hai Gham Muje kyun kar Sataye Aap ke hote hue Apna jeena Apna marna ab Isi chokhat pe hai Ham kahan Sarkar jaayein Aap ke hote hue Keh raha hai Aapka Rabb ANT FIHIM Aap se Kyun Inhein Mein dun Sazayein Aap ke hote hue Samne hai Aye Ali ke Laal Uswaa Aapka Kyun kisi ka khauf khayein Aap ke hote hue Mein Ye kaise maan jaoon Shaam ke Darbar mein Chhin le koi Ridayein Aap ke hote hue Ye to ho sakta nahin Ye baat mumkin hi nahin Mere ghar aalaam aaein Aap ke hote hue Kaun hai Altaf apna Haale Dil Jis se kahein Zakhme Dil kis ko dikhaein Aap ke hote hue Special: haal-e-dil kisko sunae.n , aapke hote hue kyu.n kisi ke dar pe jaae.n , aapke hote hue me.n Gulaam-e-mustafa hu.n, ye meri pahchaan hai Gam muje kyu.n kar sataae,  aapke hote hue apnaa jiinaa apnaa marnaa ab isii chokhat pe hei hum kahaa.n sarkaar jaae.n aapke hot...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला