Dekhne ko ya muhammad ! Yun to kya dekha nahin Lyrics / देखने को या मुहम्मद ! यूँ तो क्या देखा नहीं / دیکھنے کو یا محمد ! یوں تو کیا دیکھا نہیں
dekhne ko ya muhammad ! yun to kya dekha nahin ek din jibreel se kehne lage shaah-e-umam tumne dekha hai jahaa.n batlaao to kaise hein hum 'arz ki jibreel ne shaah-e-dee.n ! aye mohtaram ! koi aapsa dekha nahin, koi aapsa dekha nahin dekhne ko ya muhammad ! yun to kya dekha nahin haa.n magar mahboob koi, aapsa dekha nahin dekhne ko ya muhammad ! yun to kya dekha nahin rasool aur bhi aaye jahaan mein lekin koi aapsa dekha nahin, ba-KHuda aapsa dekha nahin dekhne ko ya muhammad ! yun to kya dekha nahin main to kar sakta nahin, jannat ki baatein shoq se wo kare jisne dayaar-e-mustafa dekha nahin dekhne ko ya muhammad ! yun to kya dekha nahin meem ka parda hata kar, wo nigaah-e-shoq se mustafa ko dekhlein, jisne KHuda dekha nahin dekhne ko ya muhammad ! yun to kya dekha nahin ek se ek baD kar hasee.n dekhe magar, ya mustafa ! tum se baD kar husna waala, ...