Posts

Showing posts with the label Syed Hassan Ullah Hussani

Main Banda-e-Aasi hu.n Khatakar hu.n Maula Lyrics || मैं बंदा-ए-आसी हूँ , ख़ताकार हूँ मौला

  Roman(ENG): Be-nawa o.n ki nawa sunta hai Iltija sab ki Khuda sunta hai Ham Uske bande hein sana karte hein Wo ke Khalik hai sana sunta hai Main Banda-e-Aasi hu.n, Khatakar hu.n Maula Lekin Teri Rahmat ka talabgaar hu.n Maula Main Banda-e-Aasi hu.n Khatakar hu.n Maula Wabasta hai ummid meri tere karam se Tera hu.n fakat tera parastaar hu.n Maula Main Banda-e-Aasi hu.n Khatakar hu.n Maula Ek tera ishara ho, aur aasan ho manzil Ek laher utthe aur Main us paar hu.n Maula Main Banda-e-Aasi hu.n Khatakar hu.n Maula Jinse Main guzar jaaun, wo dar khol de Mujh mein Khud apne hi raste ki Main diwaar hu.n Maula Main Banda-e-Aasi hu.n Khatakar hu.n Maula Bahir ke ujaale Muje kya raah sujaaein Andar ke andheon mein giraftaar hu.n Maula Main Banda-e-Aasi hu.n Khatakar hu.n Maula Fir Tu Mere imaa.n ko tawanaaee ata kar Barso.n nahi.n sadiyo.n se bimaar hu.n Maula Main Banda-e-Aasi hu.n Khatakar hu.n Maula हिंदी(HINDI): बे-नवाओं की नवा सुनता है इल्तिजा सब की खुदा सुनता है हम उसके बन्दे...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर