Posts

Showing posts with the label Qureshi Brothers

Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Lyrics in Roman(Eng) & हिंदी

Roman :  Sunniyon ke Peshwaa Aye Imaam Ahmed Raza Sunniyon ke Peshwaa... Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Hubbe Nabi aur Hubbe Sahaaba mein chal kar Ishqe Ali bhi Dil mein chalte hein rakh kar Ahle Bayt ke Dil se Chaahat waale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Jinko naa Quraan mein dikhe Aaqa ki Shaan Jinko naa aata hai Samaj Kanzul Imaan Wo Najdi to Qaume Ghalazat waale hein  Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Basti Basti Kariya Kariya Kaanara Is Naare se Ghunj uthaa Aalam Saara Sun lo Ham to Taaje Shariyat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Jisne Pilaaya Ishqe Raza ka Jaam Hamein Aur Sikhaya Pyare Raza ka Naam Hamein Us Murshid ki Dil se Ulfat waale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा

Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا

Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए