allah tera hai ahesaan noor-e-ramzaan shukr-e-khuda karo, maah-e-rahmaan aa gaya takseem karne rehmatein, ramzaan aa gaya allah tera hai ahesaan, roze, namazein, aur quraan hein ye sab rooh-e-imaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan ilm mashroot hai amal se, par ye haaseel hota hai jab koshish ki jaaye dil se ilm-o-adab sikhlaaeinge, deen-e-khuda failaaeinge masjid mein bhi jaaeinge, ham to naat sunaaeinge allah tera hai ahesaan, tune badaa di sab ki shaan aaya hai ban ke mahemaan, noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan noor-e-ramzaan deen-e-islaam, mahobbat ka payaam allah ka in'aam, khaaliq ka hai paighaam kaisi hawa-e-ishq chali, khatm hui nafrat dil ki baant rahe hein pyaar sabhi, sehri ho ya iftaari allah tera hai ahesaan, ek hue saare insaan saj gaye ghar ghar dastar-khwaan n...