Posts

Showing posts from December, 2024

Siddiq hai Pehla Lyrics / सिद्दीक़ है पहला / صدیق ہے پہلا

siddiq hai pehla siddiq hai pehla Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla afdalul bashar baad-az-ambiya ameerul momineen aba-bakr siddiq aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla wo pehla musalman, khalifa wohi pehla, haidar ka hai pyara usmaano umar ne bhi hai rehbar jise maana siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla siddiq ke gustaakh zara hosh mein aao kuchh khauf to khaao dhundhe se na mil paayega aesa tumhe aaqa siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla khud saanp se daswa liya paaon na hataya, kya ishq nibhaya kya aur bhi duniya mein wafaadar hai aesa siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe kha...

Juki hui ye jabeen hai, huzoor dekhein na Lyrics / झुकी हुई ये ज़बीं है, हुज़ूर देखें ना / جھکی ہوئی یہ جبیں ہے، حضور دیکھیں نا

juki hui ye jabee.n hai, huzoor dekhei.n na juki hui ye jabee.n hai, huzoor dekhei.n na humaara qalb-e-hazee.n hai, huzoor dekhei.n na humaari aankh mein khushiyo.n ka raqs hota tha ab in mein dard makee.n hai, huzoor dekhei.n na kisi ka koi to hota hai itne logo.n mei.n humaara koi nahi.n hai, huzoor dekhei.n na huzoor koi nahi.n aap ke siwa mera huzoor koi nahi.n hai, huzoor dekhei.n na dil-e-hazee.n ka faqat aapki nazar ke siwa koi ilaaj nahi.n hai, huzoor dekhei.n na juki hui ye jabee.n hai, huzoor dekhei.n na humaara qalb-e-hazee.n hai, huzoor dekhei.n na झुकी हुई ये ज़बीं है, हुज़ूर देखें ना झुकी हुई ये ज़बीं है, हुज़ूर देखें ना हमारा क़ल्ब-ए-हज़ीं है, हुज़ूर देखें ना हमारी आँख में खुशियों का रक़्स होता था अब इन में दर्द मक़ीं है, हुज़ूर देखें ना किसी का कोई तो होता है इतने लोगों में हमारा कोई नहीं है, हुज़ूर देखें ना हुज़ूर कोई नहीं आप के सिवा मेरा हुज़ूर कोई नहीं है, हुज़ूर देखें ना दिल-ए-हज़ीं का फ़क़त आपकी नज़र के सिवा कोई इलाज नहीं है, हुज़ूर देखें ना झुकी हुई ये ज़बी...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics / अलवदा अलवदा माहे रमज़ान / by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا