Posts

Showing posts from November, 2019

Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Lyrics || Zahra Abbasi

Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Sunate hein Ham Aaj Jis Ke Tarane Wo Khud aa gaye Apni Mehfil Sajane Badal Jayega Ab Mukaddar Hamara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Zameen par Fida Aaj Arshe Bari hai Nabi ji ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai Aaqa ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai Hai Kitna Haseen Ye Sama Pyara Pyara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Ye Husne Nabuwwat ki Aamad ki Shab hai Ye Maahe Risalat ki Aamad ki Shab hai Na Mehroom rehna na Sona Khudara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Yakeen hai ke Khairat Aesi bategi Kisi ki bhi Jholi na Khali rahegi Hua Rahmaton ka hai Saeem Ishara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Husain Jeet gaye Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Ya Husain Yazeed haar gaya Yazeed haar gaya Husain Jeet gaye Husain Jeet gaye Ajab Ladi hai Jang bhi Husain ne Yazeed se Bas Is se badh kar jeet kya Yazeed tha Husain hai Takhte Yazeed mit gaya Zikre Husain reh gaya Ye Jeet hai Wahem nahi Ye Baat koi kam nahi Yazeed mar gaya Husain hai Husain hai Husain hai Ya Husain Ya Husain ANTAL FATEH Ya Husain Ya Husain ANTAL FATEH Ye Faisala-e-Khuda hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Yazeed Naam koi Bacchon ka nahin rakhta Husain Naam rakkha hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Shikast Asl mein Zaleem Yazidiyon ko hui Jahan mein Shor macha hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Zaleel hoke Marenge Ye Kharji Kutte Ye Naara Inki Saza hai Husain Jeet gaye Yazeed haar gaya hai Husain Jeet gaye Muawiya o Ali Donon Haq pe hein Sunlo Yazeed sach mein bura hai Husain Jeet gaye Y...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Kya Bataun ki Kitni hein Khubiyan Madine mein Lyrics - Aaye Jab Mere Aaqa / क्या बताऊँ कि कितनी हैं, खूबियाँ मदीने में

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ