Posts

Showing posts from May, 2018

Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Lyrics

Muhammad sa Nahin koi Muhammad sa Nahin koi Muhammad sa Nahin koi Muhammad sa Nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Rasulon ne kaha mil kar Firishton ne kaha badh kar Yahi Hooron ka Nagma hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Sarapa Aapka likhne ko Quraan samne rakkha Kalam ne Itna likkha hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi The Hundred Book mein likkha hai Nabi ka Naam uncha hai Ye Michael Heart likhta hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Jala hai maar kha kar bhi Hazaron Zakhm seh kar bhi Bilale Habshi kehta hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Janabe Saiyyida Hasnain aur Maula Ali bole Nabi Jesa na dekha hai Muhammad sa nahin koi Zamane bhar mein dhundha hai Muhammad sa nahin koi Abu Bakro Um...

Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Shahe Marda Shere Yazda Kuwwate Parwardigar Shahe Marda Shere Yazda Kuwwate Parwardigar Maidan mein aa gaye ho to fir khulke baat ho Mein to Ali ke sath hun Tum kis ke sath ho Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Panj Naara Panjtani Sawa Lakh Naara Haidari Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Naade Ali jo aa gaya Meri Zaban par Jibreel muskurane lage Aasman par Munkir ki kya majal Mere Ghar mein aa sake Naade Ali jo likkha hai Mere Makan par Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Meri Jaan Ali Imaan Ali  Pehchan Ali Meri Shan Ali Beshak Ali Nabi ke Gharane ki laaj hein Mushkil kusha hein Fatima ke Sar ka Taaj hein Wo Aabru-e-Deene Risalat Ma'aab hein Allah ke Habib ka Wo Intekhab hein Pyare Nabi ne chun ke Inhe Kayinat mein Beti ka Hath de diya Haidar ke Hath mein Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Unki koi misal na ko...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Imdad kun Imdad kun Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है