Jab Zuban par Muhammad ka Naam aa gaya Lyrics


Naam aa gaya Naam aa gaya Naam aa gaya

Jab Zuban par Muhammad ka Naam aa gaya
Aasman se Duroodo Salam aa gaya Salam aa gaya
Jab Zuban par Muhammad ka Naam aa gaya

Jab Mein jaun Madine hai Hasrat Meri
Sab kahein Aaqa Tera Gulam aa gaya
Jab Zuban par Muhammad ka Naam aa gaya

Naat Meine padhi Shahe Kaunain ki
Mere Allah ka Mujpe Inaam aa gaya Inaam aa gaya 
Jab Zuban par Muhammad ka Naam aa gaya

Jab Mein Jaoon Lahad mein Farishte kahein
Zikre Panjtan hai Jo Tere Kaam aa gaya Kaam aa gaya
Jab Zuban par Muhammad ka Naam aa gaya

Aaj Afzal ko hai Ziyarat huyi
Samne Ambiya ka Imam aa gaya Imam aa gaya
Jab Zuban par Muhammad ka Naam aa gaya

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا