Chham Chham naache hai Pawaniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Ishqe Khuda aur Ishqe Nabi mein Aesi haalat badli Saath baras ki Umar mein aese dode jaise bijli Wapas aagai na jawaniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Mere Nabi ke charon jaanib noor ka Dariya dole Tayba jakar aane wala Haji Mujse bole Rahmat barse jaise paniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Sub'h savere suraj pahele aqa ke dar jaye Vaha pe kirne bhik mile to akar jag chamkaye Chanda mama ki dukaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Kankar pathar jane vale ful kali ban bethe Aag ki fitrat rakhne vale mom ki tarha pigle Kismat banti hai dulhaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Tune kitna kaam kiya hai is duniya mai reh kar Sari tankhvah mil jaye gi aaye ga jab mehshar Jakar lele tu uthaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Sari umar mai kamse kam ek din to esa aye Wahid ansari bhi apne aqa ...