Posts

Showing posts with the label tajusahariya naat

Bul Hawas sun Simo zar ki bandagi achhi nahin Lyrics / बुल हवस सुन सिमो ज़र की बंदगी अच्छी नहीं

bul hawas sun simo zar ki bandagi achhi nahin bul hawas sun simo zar ki bandagi achhi nahin unke dar ki bhik achhi sarwari achhi nahin sarwari kya cheez hai unki gadai ke huzur unke dar ki bhik achhi sarwari achhi nahin unki chokhat chum kar khud keh rahi hai sarwari unke dar ki bhik achhi sarwari achhi nahin sarwari khud hai bhikaran bandagane shah ki unke dar ki bhik achhi sarwari achhi nahin taaj khud rakha sakar da go yadi ja tajwar unke dar ki bhik achhi sarwari achhi nahin taaj ko kasa bana kar taajwar kehte hein yun unke dar ki bhik achhi sarwari achhi nahin mufti-e-azam yake az mardo mane mustafa us raza-e-mustafa se dushmani achhi nahin hujjatul islam aye hamid raza baba-e-man tumko bin dekhe hamari zindagi achhi nahin khake tayba ki talab mein khak ho ye zindagi khake tayba achhi apni zindagi achhi nahin aarzu mand dane gul kaanton se bachte hein kahin khare tayba se teri pehlu tahi achhi nahin dashte tayba ke fidaai se jina ka tazkira jo rula de khoon aesi dillagi achhi ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed Lyrics / लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक / لبّیک اللّٰھم لبّیک / Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर