Posts

Showing posts with the label shakeel ashraf

Yun mere dil mein basi hai Hazri ki aarzu Lyrics / यूं मेरे दिल में बसी है हाज़िरी की आरज़ू

yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu - English yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu marne wale ko ho jaise zindagi ki aarzu meri qismat dekhiye main us nabi ka hun gada ki rasoolon ne bhi jiski naukari ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu unke dar ki sham se jaakar lipat jaate hein wo jin andheron ko ho logon roshni ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu karlo ahl-e-bait ke dar ki ghulami doston hai agar dil mein tumhare sarwari ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu jis nagar mein sar ke bal aate hein qudsi ba-adab mujhko farooqi hai kab se us gali ki aarzu yun mere dil mein basi hai haazri ki aarzu marne wale ko ho jaise zindagi ki aarzu यूं मेरे दिल में बसी है हाज़िरी की आरज़ू - Hindi यूं मेरे दिल में बसी है हाज़िरी की आरज़ू मरने वाले को हो जैसे ज़िन्दगी की आरज़ू मेरी किस्मत देखिए मैं उस नबी का हूं ग़दा कि रसूलों ने भी जिसकी नौकरी की आरज़ू यूं मेरे दिल...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया