main dar-e-mustafa ka mangta hun - English chalo achchha hua kaam aa gayi diwaanagi apni wagarna ham zamaane bhar ko samjaane kahaan jaate na jalti sham'a mehfil mein to parwaane kahaan jaate tumhara dar na milta to ye diwaane kahaan jaate main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se jo gada hai dar-e-muhammad ka kuchh nahin maangta zamaane se jab koi baat na bane teri ya nabi ya nabi pukaara kar wo nawaazein to baat banti hai aise banti nahin banaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se ham to sadqa nabi ka khaate hein unki chokhat pe sar jukaate hein har jagaah sar buland rehta hai unki chokhat pe sar jukaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se aal-e-at'haar jisko kehte hein wo gharaana nabi ki aal ka hai wo mere mustafa ko pyara hai jisko nisbat hai is gharaane se main dar-e-mustafa ka mangta hun bhik milti hai aastaane se main gunaah-gaar ...