Posts

Showing posts with the label rafiq amroti

Humne dekha hai jahan mein aapsa koi nahin Lyrics / हमने देखा है जहां में आपसा कोई नहीं

humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin aap mahboob-e-KHuda aur rahmatallil-'aalameen humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin aap hein noor-ul-huda aur aap hein khair-ul-bashar aap hein shams-ud-duha, badr-ud-duja, aadil, ameen humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin moojib-e-takhleeq-e-duniya, aap hi hein mere habeeb shaafi-e-roz-e-jaza bhi, aap hi hein bil-yaqeen humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin mohsin-e-insaaniyat ye aapka ahesaan hai ke mutahhar ho gayi hai, shirk-o-bid'at se zamee.n humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin khaaliq-e-akbar se bandon ki shanaasaaee hui  aap ki tableegh mein taaseer hai ye dilnasheen humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin sab nabiyon mein muqaddas, aap hi ki zaat-e-paak aap ke alqaab mein se hai imaam-ul-mursaleen humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin aap ke qadmon se bose, aasmaano.n ne liye noo-e-aadam mein nahin hai, aapse afzal tareen humne dekha hai jahaa.n mein aapsa koi nahin ye rafeeq am...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ