Posts

Showing posts with the label qaiser Raza

Auj Pana Mere Huzoor ka hai Lyrics / औज पाना मेरे हज़ूर का है

auj pana mere huzoor ka hai auj pana mere huzoor ka hai arsh jana mere huzoor ka hai laae jannat se jibraeel buraaq aaj jaana mere huzoor ka hai dene wali hai zaat allah ki par dilaana mere huzoor ka hai arsh se bhi pare wo ho aaye aana-jana mere huzoor ka hai baithe baithe madina ghum aaye kya bulaana mere huzoor ka hai laal-o-yaqoot-o-nilam-o-marjaan har khazaana mere huzoor ka hai bhai bhai muhajir-o-ansaar dil milaana mere huzur ka hai gham na mehshar ki dhoop ka hai ke waan shaamiaana mere huzoor ka hai shadiyane baje shabe me'raaj aaj jana mere huzur ka hai dil ubaid-e-raza ka hai gulshan dil sajaana mere huzoor ka hai kaash kehne lagein ye log ubaid! tu diwaana mere huzoor ka hai ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर