Posts

Showing posts with the label pandraso

Pandra-so Saala Jashn hai Rab ke Habeeb ka Lyrics / पंद्रह-सौ साला जश्न है रब के हबीब का

pandra-so saala jashn hai rab ke habeeb ka pandra-so saala jashn hai rab ke habeeb ka har bachcha mere shaher ka, kehta hai marhaba jibreel ne kaabe par parcham lehraaya hai aamad ka zamaane ko paighaam sunaaya hai khud rabb-e-do 'aalam ne milaad manaaya hai hum log to bande hein, kyun kar na manaaeinge jande lagaaeinge, ghar ko sajaaeinge dhoomein machaeinge, aa gaye hein pyare mustafa mehfil sajaaeinge, naare lagaaeinge sabko bataaeinge, aa gaye hein pyare mustafa langar khilaaeinge, sarbat pilaaeinge nagmein sunaaeinge, aa gaye hein pyare mustafa ungli ke ishaaron se jo chand se khele hein ek pal mein zameen se jo mairaaz ko pahonche hein jibreel-e-ameen jinki taazeem ko jukte hein bee-aamina ke ghar par, tashreef wo laae hein pandra-so saala jashn hai rab ke habeeb ka har bachcha mere shaher ka, kehta hai marhaba pandra-so saala jashn-e-nabi, zindabad zindabad mehfil-e-zikr-e-naat-e-nabi, zindabad zindabad shaad ...

Noor wale Aaqa ka Milaad aaya Lyrics / नूर वाले आक़ा का मिलाद आया

noor wale aaqa ka milaad aaya salla-la-llahu alayk ya rasulallah sallam alayk ya habiballah mustafa ya mustafa, marhaba salle ala naara-e-ishq-o-wafa, marhaba salle ala hai sahaba ki nawa , marhaba salle ala hai sada-e-sayyida, marhaba salle ala reliyon mein hai sada, marhaba salle ala har taraf shor utha, marhaba salle ala wird ye rozana, marhaba salle ala sari duniya ne kaha, jaan-o-dil tum pe fida chand utar aaya, noor noor chhaya noor wale aaqa ka milaad aaya zikr-e-nabi-e-paak to din-raat karenge langar, sabeel, sadqa-o-khairat karenge suni koi gali-mohalla kahin hoga karke charagaan, noor ki barsaat karenge gali-gali shaher-shaher dhoom machi hai aamina ke laal ke aane ki khushi hai noor wale aaqa ka milaad aaya bolo ahlanw-w-sahlan marhaba bolo ahlanw-w-sahlan marhaba aamad hai kis payambar-e-aali makaam ki aane lagin sadaaein, durood-o-salaam ki milaad-e-mustafa se hein duniya m...

Pandra So ma ye Jashn-e-Aamad-e-Sarkar hai Lyrics / पंद्रह-सौ में ये जश्न-ए-आमद-ए-सरकार है

pandra-so ma ye jashn-e-aamad-e-sarkar hai Naat-Khwaan: Haji Bilal Attari marhaba mere aaqa, marhaba mere aaqa marhaba mere aaqa, marhaba mere aaqa khatam-ul-ambiya aa gaye aakhri nabi aa gaye marhaba ya mustafa, marhaba ya mustafa sarkar ki aamad marhaba aaqa ki aamad marhaba makki ki aamad marhaba madani ki aamad marhaba yaseen ki aamad marhaba taha ki aamad marhaba marhaba marhaba marhaba mere aaqa har taraf hai shaadmani khil utha gulzar hai pandra-so ma ye jashn-e-aamad-e-sarkar hai marhaba marhaba marhaba marhaba muntazeer thi jiski khatir kul khudai mominon aamina bibi ke ghar wo aa gaya dildaar hai pandra-so ma ye jashn-e-aamad-e-sarkar hai marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa pandra-so saal pehle baarwi ko aaye hein aaj bhi lagta hai jaise aaj hi ki baat hai pandra-so ma ye jashn-e-aamad-e-sarkar hai har taraf hai shaadmani khil u...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है