Posts

Showing posts with the label mueen qadri

Dekhne walon wo lamha wo zamana dekho Lyrics / देखने वालों! वो लम्हा, वो ज़माना देखो

dekhne waalon! wo lamhaa, wo zamaana dekho dekhne waalon! wo lamhaa, wo zamaana dekho mere sarkaar ka sansaar mein aana dekho aamad-e-saiyyad-e-abraar hai, allah! allah! kitna pur-kaif ye manzar hai suhaana dekho mere sarkaar ka sansaar mein aana dekho jiske sadqe mein banaae hein KHuda ne khalqat aane waale hein wahi kaabe ka kaaba dekho konain banaae hein sarkaar ki khaatir konain ki khaatir tumhein sarkaar banaaya jiske sadqe mein banaae hein KHuda ne khalqat aane waale hein wahi, kaabe ka kaaba dekho aqs-e-shaitaan nazar aayega uske andar tum kabhi munkir-e-milaad ka chehra dekho zulfein wallail hein, mazaar nigaahein unki aur wo shams hein, us noor ka chehra dekho aamina! tere muqaddar ka sitaara chamka noor waalon ka laga ghar tere mela dekho देखने वालों! वो लम्हा, वो ज़माना देखो देखने वालों! वो लम्हा, वो ज़माना देखो मेरे सरकार का संसार में आना देख...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed Lyrics / लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक / لبّیک اللّٰھم لبّیک / Lyrics

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर