mera koi nahi hai tere siwa Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri koi nahi mera koi nahi koi nahi mera koi nahi jo kuchh bhi mangana hai dar e mustafa se mang allah ke habeeb shah e ambiya se mang ab tak kaha andheron me bhatka hua tha tu ghar roshni ki chah hai noor e khuda se mang mera koi nahi hai tere siwa mai ban ke sawaali aaya hu mai joli khaali laya hu mera koi nahi hai tere siwa mujhe nazr e karam ki bhikh mile karam ki bhikh ata ho gunahgaron ko sahara dijiye sarkar be saharon ko agar huzur ki rehmat ka aasra ho jae zamane me mujhe jeene ka hosla ho jae ghar tum na sunoge to meri kaun sunega ghar tum na karoge to karam kaun karega khud bhikh deke kehte hai mangton ki khair ho aisa sakhi darbar to dekha nahi koi mujhe nazr e karam ki bhikh mile ...