Falak pe bikhri hui hai Lyrics
Falak pe bikhri hui hai Jo chandani ban kar Nabi ke shaher main raheti Hai dhool si ban kar Bilal bole kuchh unke siwa nahi dikhta Sama gaye hain wo ankhon me wo roshani ban kar Har ek seene pe kabza hai unki yaadon ka Dhalak rahe hain vo seene main zindagi ban kar Amal nahi mere Farhan laik e jannat Main Jannati hun bas aqa ka ummati ban kar