mere aangan mein aao peeraan-e-peer qadira sarwara rahnuma dastageer ghaus-e-aazam imaam-e-mubeen be-nazeer chun muhammad darmiyaan-e-ambiya ghaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri bigdi banaao peeraan-e-peer aap hasani husaini sarkar hein rang sab pe chadaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer aap mahboob-e-rab ke mahboob ho sabki bigdi banaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri aankhein tarasti hein deedaar ko aaj jalwa dikhaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer iltija hai ke aaein baghdaad mein sab ki hasrat mitaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer meri kashti bhanwar ke saagar mein hai paar isko lagaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hamein mushkil-kusha ka sadqa mile hamein maa saiyyada ka sadqa mile mushkilon se bachaao peeraan-e-peer mere aangan mein aao peeraan-e-peer hai karaamat gae kitne logon ke ghar me...