Posts

Showing posts with the label ehsan zakir

Zikre Nabi jab ghar ghar hoga Lyrics / ज़िक्र-ए-नबी जब घर-घर होगा

zikre nabi jab ghar ghar hoga zikre nabi jab ghar ghar hoga rehmat ka har soo sagar hoga dil mein mere arman hai madine ko ham jayeinge apne sare khwabon ko ham aankhon mein sajayeinge samne roza-e-anwar hoga rehmat ka har soo sagar hoga har ambiya ko unki ummat pukaregi sunke bhi wo bolenge izhabu ala gayri ana laha labe sarwar hoga rehmat ka har soo sagar hoga aa gaya rabiul-awwal arz shadmani hai mustafa ke aane ki bhi kya gadi suhani hai ab qalbe insan munawwar hoga rehmat ka har soo sagar hoga noori kamli wale aaqa se jise mahobbat hai jannat milegi usko jo bhi ahle sunnat hai hathon mein unke hi kausar hoga rehmat ka har soo sagar hoga aamade rasool pe kyun na khushi manayein ham kyun na deen ka parcham galiyon mein laherayein ham charcha unka hi ghar ghar hoga rehmat ka har soo sagar hoga mangta bhi unka shakir kitna zee-waqar hai kehti hai duniya sari ye to taajdar hai ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम