Posts

Showing posts with the label duroode taaz

Sahibe Taaj wo Shahe Meraj wo Lyrics (Duroode Taaz) / साहिब-ए-ताज़ वो शाह-ए-मे'राज़ वो / صاحبِ تاج وہ شاہِ معراج وہ

sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo sheh saware buraqo ameere aalam dafa-e-har bala, dafa-e-har waba dafa-e-kehto gham, raazo ranjo alam sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo is'm likkha gaya is'm uncha hua is'm mohre quboole shafa'at bhi hai is'm ki barkatein, is'm ki ronakein is'm loho qalam ki amanat bhi hai kya arab kya ajam sab ke sardar hain sab ke sardar ka hai muqaddas badan haramo kaaba ko mojo munawwar karein wo mahekti wo paakiza sirat ke rang sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo chasht gahon ka sooraj wujood aapka aap har shab ki zulmat ke mahtab hain sadre bazm-e-bulandi o raf'at ke hain rahguzar-e-hidayat ke mahtab hain saari makhluq ki hai wo jaahe amaan saari taarikiyon ke wo roshan chiraag nek teerat hain wo, nek atwaar hain unke hathon mein hain bakhshishon ke ayaan ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا