Roman (English) Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni Meri aukat nahin  Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin   Ishqe shahe batha se pehle Mufliso khasta haal tha Mein jee  Naame Muhammd ke Mein qurbaan Ab wo Mere halat nahin Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni meri aukat nahin Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin   Tu bhi aa Is dar pe yahan to Sab ki bigdi banti hai yaha  Ik Teri Taqdeer banana Unke liye kuchh baat nahi  Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni meri aukat nahin Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin  Yaade nabi mein Din jo guzre Wo Din sabse behtar hein jee Yaade nabi mein Raat jo bite Us se behtar Raat nahin Jitna diya Sarkar ne Mujko Utni meri aukat nahin Ye to karam hai Unka warna Mujmein to Aesi baat nahin हिंदी जितना दिया सरकार ने मुझको उतनी मेरी औकात नहीं ये तो करम है उनका वरना मुझमें तो ऐसी बात नहीं इश्क़े शहे बत्हा से पहले मुफ़लिसों खस्ता हाल था में जी नाम मुहम्मद के में क़ुर्बान अब वो मेरे हालात नहीं...